Roman script

ruk jao are jane walo haye ruk jao are jane walo 

dil tod ke jana thik nahi ruk jao aare jane walo 

dil tod ke jana thik nahi faila kar pyar ki baahe 

hum rok rahe hai rahen laye jo khajana ha laye jo 

laye jo khajana ha laye jo laye jo khajana kushiyo ka 

yaro se chhupna thik nahi yaro se chhupna thik nahi 

yaro se chhupna thik nahi yaro se chhupna thik nahi

yaro se chhupna thik nahi

mana ki khajana o mana ki khajana khushiyo ka 

yaro se chhupna thik nahi 

mana ki khajana khushiyo ka 

yaro se chhupna thik nahi ye aap ne kya farmaya 

apna to dil ghabrayakuch aur hamare ha hamare 

kuch aur hamare ha hamare  

kuch aur hamare paas nahi 

dil hai so lutana thik nahi 

dil hai so lutana thik nahi 

dil hai so lutana thik nahi 

dil hai so lutana thik nahi 

dil hai so lutana thik nahi 

ruk jao are jane walo 

dil tod ke jana thik nahi 

feeke feeke tarane hatao

kuch khanak chudiyo ki sunao 

sarsarate huye aanchalo mein 

khubsurat se chahere dikhao

aa gayi ham lo dil ko bachao 

husn se bachke najare milao 

teer najaro ke kha na sakoge 

kachche ashiq ho jao ji jao 

dil hamara tumhare liye hai 

teer najro ke kaskar chalao 

ashiqko maan jao ashiqko maan jao  

khud ko aise na mitao 

are chodo bekar ki chodo bekar ki baato ko 

in baato mein aana thik nahi 

chodo bekar ki chodo bekar ki baato ko

in baato mein aana thik nahi 

in baato mein aana thik nahi

in baato mein aana thik nahi  

in baato mein aana thik nahi 

ruk jao are jane walo dil tod ke jana thik nahi 

dosti ki sada tum ho dard ae dil ki davaa tum ho 

kis tarah tumko jane de ki hamare khuda tum ho 

ho aadmi ko khuda kah rahe ho 

touba touba ye kya kah rahe ho 

aadmi ko khuda kah rahe ho 

touba touba ye kya kah rahe ho 

motiyo se bhara man tumhara 

ham na chodenge daman tumhara 

dosto imtihaan ki ghadi hai 

har kadam pe musibat khadi  hai 

yun na baate banao yun na baate banao 

kuch khilao kuch pilao

bewajah takkaluff farmakar samjhe

bewajah takkaluff farmakar 

bhukhe mar jana thik nahi 

bewajah takkaluff farmakar  

bhukhe mar jana thik nahi

bhukhe mar jana thik nahi 

bhukhe mar jana thik nahi 

bhukhe mar jana thik nahi 

ruk jao are jane walo dil tod ke jana thik nahi 

husn aaya hai husn aaya hai 

bandh kar payal aaj tum dekho 

rath ki hal chal aur is par bhi 

tum aur is par bhi tum gar na maano

to rok lega ye aankh ka kajal 

rok lega ye aankh ka kajal 

tere kajal ke sadke teri payal ke sadke 

tere kajal ke sadke teri payal ke sadke 

naagini tere sadke tere aanchal ke sadke 

chhodo ye sadke vadke husn se rahna bachke

husn to dhokha hai hawa ka jhouka hai 

husn to dhokha hai hawa ka jhouka hai 

yahan har shh hasin hai nahi kuch bhi nahi hai 

har najar meharbaan hai jhuthi dastaan hai 

keshvo ki ghata hai ghata se humko kya hai  

sabhi kuch to yaha hai magar manzil kaha hai 

maan jao jao jao maan jao jao jao 

meharbaan maan jao dil hamara na dukhao 

ham log tumhare apne hai 

ham log tumhare apne hain  

apno ko satana thik nahi 

ham log tumhare apne hain  

apno ko satana thik nahi  

is gaon se bistar gol karo 

ab der lagana thik nahi  

is gaon se bistar gol karo 

ab der lagana thik nahi  

ruk jao are jane walo 

dil tod ke jana thik nahi

Explore this song