Roman script

ruk ja mere yaar, ruk ja mere yaar 
yaar mere kabhi tumne kaha tha 
saath jiyenge sath marenge 
yaad karo ek baar, meri dosti tera pyar 
ha yaar mere kabhi tumne kaha tha 
saath jiyenge sath marenge 
yaad karo ek baar, meri dosti tera pyar 
jo bhi suna tha man nahi mana 
tere dar pe aaya 
jo bhi suna tha man nahi mana 
tere dar pe aaya 
andha hokar dekh liya wo 
tu jo dekh na paya 
ruk ja mere yaar, mere yaar ruk ja 
hoti hain apni rusvaai 
dosti pe ab aanch hain aai 
laut bhi aa mere yaar, meri dosti tera pyar 
pyar deeya hain dosti baati 
dono mikar jalte 
pyar deeya hain dosti baati 
dono mikar jalte 
jaise rath ke dono pahiye 
hokar ke hain chalte 
mere yaar ruk ja, ruk ja mere yaar 
tune mujhko aaj hain chheda 
kaahe mujhse mukh hain moda 
kaise chalu main yaar, meri dosti tera pyar

Song details

Song video

Watch on YouTube