Roman script

ruk bhi jao jana dil ko na tadpana

ruk bhi jao jana dil ko na tadpana

abhi abhi aayi ho tum jane ka naam na lena

jane do jane jana karungi kya mai bahana

jane do jane jana karungi kya mai bahana

din dhala sham hui mujhko ghar hai jana

ruk bhi jao jana

ek din jarur hum pura wada karenge

jaldi aaye wo lamhe hum irada karenge

ek din jarur hum pura wada karenge

jaldi aaye wo lamhe hum irada karenge

ho bade chulbule mushkil hai samjhana

ruk bhi jao jana dil ko na tadpana

ruk bhi jao jana dil ko na tadpana

abhi abhi aayi ho tum jane ka naam  na lena

jane do jane jana 

jane kab badlega aapka faisla

kal phir mai aaungi rakho zara honsala

jane kab badlega aapka faisla

kal phir mai aaungi rakho zara honsala

kal kabhi aata nahi kal ka kya hai thikana

jane do jane jana karungi kya mai bahana

jane do jane jana karungi kya mai bahana

din dhala sham hui mujhko ghar hai jana

ruk bhi jao jana

Explore this song