Roman script

roye dharti roye ambar rote parvat sare 

jane insan kyun bane insano ke hatyare 

andheri raat mein roye geeta aur puran

sulagto hindustaan ki mahro pyaro rajastaan 

kahin suhagan ban gayi 

widhva mit gayo maang sindur 

pag pag sath chalne 

walo sathi ho gaya dur 

dulhan ban jo khwab 

sajaye tut gayo pal mein sare 

man ki murat lash bani 

ab jiye to kiske sahare 

sulagta hindustaan 

ki mahro pyaro rajastaan 

kahin ujad gaye hai ghar sare 

kai ujada hai dekho bachapan 

ab koun sunayega lori 

bin maa ke ye kaisa bachapan 

es aag se koun bachayega 

har koi baitha hai dar se 

umeed nahi wapas aane ki soche 

jab nikale ghar se 

sulagta hindustaan 

ki mahro pyaro rajastaan 

yahan panchiyo ki kilmil me

har subah phool khilati hai 

yahan sham taro ko bula 

ke raat ki sej sajati hai

yahan purwayi sawan jhule 

baat yhi sab karte hai 

buri najar kiski hai watan pe 

mazhab sare kahte hain

sulagta hindustaan 

ki mahro pyaro rajastaan 

roye dharti roye ambar rote parvat sare 

jane insan kyun bane insano ke hatyare 

andhere raat mein roye geeta aur puran

sulagta hindustaan ki mahro pyaro rajastaan

Explore this song