Roman script

ro ro ke din raat tu kiska naam leta hai 

tu duaaye deta hai ya badduaaye deta hai 

rota hai fariyad karta hai rota hai fariyad karta hai 

bol tu kisko yaad karta hai

rota hai fariyad karta hai 

bol tu kisko yaad karta hai

rota hai fariyad karta hai 

lagta hai kisi jalim ne tere dil ko toda hai 

lagta hai kisi jalim ne tere dil ko toda hai 

uska naam bata jisne tujhe sadak pe choda hai 

uska naam bata koun hai vo shaitan 

jo aise logo ko barbad karta hai 

rota hai fariyad karta hai rota hai fariyad karta hai 

neend churakar auro ki papi chain se sote hai 

neend churakar auro ki papi chain se sote hai 

kuch logo ke sine me dil nahi patthar hote hai 

tadap tadap ke mar jaye panchi raham kaha jallad karta hai 

rota hai fariyad karta hai 

bol tu kisko yaad karta hai

rota hai fariyad karta hai 

rota hai fariyad karta hai 

rota hai fariyad karta hai

Explore this song