Roman script

roshni kaha meri roshni kaha 

mehek kaha meri mehek kaha

bolo roya darling roya 

meri roya darling roya 

thak gayi tikk tikk karti ye ghadi 

aansuo ki tip tip se ummide bhari 

bolo roya darling roya 

kaha ho meri darling roya 

wada karo kabhi mujhe na chhod ogi 

wada karo kabhi muh na mod logi 

teri doori ye main kabhi na sahunga 

tera naam lete hi main mar jaunga 

wada karo kabhi mujha na chodogi 

wada karo kabhi muh na mod logi 

teri doori ye main kabhi na sahunga 

tera naam lete hi main mar jaunga 

aamne saamne achanak ye hua mel 

mujhe kya pata tha taqdir ka ye khel 

bolo roya darling roya 

hairat angez hay darling roya 

na main gaata na tu sunti mere dil ki baate

na tu aati na me dekhta teri pyari aankhe 

bolo roya darling roya 

ulhumdulillah darling roya 

wada karo kabhi mujhe na chhod ogi 

wada karo kabhi muh na mod logi 

teri doori ye main kabhi na sahunga 

tera naam lete hi main mar jaunga 

wada karo kabhi mujha na chodogi 

wada karo kabhi muh na mod logi 

teri doori ye main kabhi na sahunga 

tera naam lete hi main mar jaunga 

shayad maine zindagi me kuchh achvhha kiya 

is liye allah tallah ne tujh ko diya 

bolo roya darling roya 

tujhe diya darling roya 

tu hai meri zindagi tu hai meri ibaadat 

tu hai meri dilnashi tu hai meri taqat 

bolo roya darling roya 

main sirf tera darling roya 

main sirf tera darling roya

main sirf tera darling roya 

main sirf tera darling roya

thokre maine khai tujhko dhundhte dhundhte

dil ki chote jo khai jakhm bahte rahenge

phir bhi teri talash thi maula se ye dua thi

puri duniya ne chhod a sirf allah ne thama

hausala agar tha jo ek din tum milogi

tha yaki us khuda pe tum yahi par milogi

kaun thi aur kaha thi

o maine rab pe chhod a o maine rab pe chhod a

khuda ne sun li meri roya 

khuda ne bheja tujhe roya

aakhir mil gayi roya

kabhi jana nahi roya

main sirf tera darling roya

main sirf tera darling roya

main sirf tera darling roya

main sirf tera darling roya

Explore this song