Roman script

roshani chaad se hoti hai, sitaaron se nahi
roshani chaad se hoti hai, sitaaron se nahi
pyaar bhi ik se hota hai, hajaaron se nahi
hajaaron se nahi
pyar bin dekhiye 
is duniya me kya rakha hain 
pyar ka naam ab hamne
jaanam khuda rakha hain 
pyar bin dekhiye 
is duniya me kya rakha hain 
pyar ka naam ab hamne
jaanam khuda rakha hain 
pyar ke arsh tale dil mile, mil ke chale
pyar se hi ghar bane 
karak diwaaron se nahi 
roshani chaad se hoti hai, sitaaron se nahi
pyaar bhi ik se hota hai, hajaaron se nahi
hajaaron se nahi
roshani chaad se hoti hai, sitaaron se nahi
tum mile to mere
dil ki kali khil gayi hain 
man ye mera gaane laga 
ab har khushi mil gayi hain 
tum mile to mere
dil ki kali khil gayi hain 
man ye mera gaane laga 
ab har khushi mil gayi hain 
ab to mujhe raat din 
chian nahi tere bin 
tumse hain jivan me rang 
rangin baharho se nahi 
roshani chaad se hoti hai, sitaaron se nahi
pyaar bhi ik se hota hai, hajaaron se nahi
hajaaron se nahi
roshani chaad se hoti hai, sitaaron se nahi

Song details

Song video

Watch on YouTube

lyricist: Virag Mishra, Deepak Sneh, Bijoy Bhakat