Roman script

roshan hai tere dam se duniya ka parikhana 

allah tujhe rakhe o jalwa re janana 

roshan hai tere dam se

kya jalawagari hai ye o mast nazar wale 

kya jalawagari hai ye o mast nazar wale

paimane ke andar hai mayakhane ka mayakhana 

roshan hai tere dam se duniya kaa parikhana

roshan hai tere dam se

zaahid ke taassub se sab kafr kaa barpa hai 

zaahid ke taassub se sab kafr kaa barpa hai varana

butakhane me kaba hai kabe me hai butakhana 

butakhane me kaba hai kabe me hai butakhana

roshan hai tere dam se duniya ka parikhana

roshan hai tere dam se

Explore this song