Roman script

chanda ki chandani 

na suhaye to kya kare

haye kya kare

chanda ki chandani

hardum kisi ki yaad sataye

to kya kare

haye kya kare

chanda ki chandani

aankho se, aansuo se

aankho se, aansuo se

tabassum se kah chuke

unki samjh me baat na aaye

to kya kare

haye kya kare

chanda ki chandani

kaliyo ko, badalo ko

kaliyo ko, badalo ko

sitaro ko bebasa 

mujhse bhi haal dil ka chhupaye

to kya kare

haye kya kare

chanda ki chandani

hum hai ke teri raah me

hum hai ke teri raah me

aankhe bicha chuke

tu ek baar bhi na bulaye

to kya kare

haye kya kare

chanda ki chandani

hum dil jala ke nind na aaye

to kya kare

haye kya kare

chanda ki chandani

chanda ki chandani

na suhaye to kya kare

haye kya kare

chanda ki chandani

Explore this song