Roman script
Rootha kyun mujhse khafa na hona itna tu Saansein bhi tere bina main na loon Jaane kyun bewajah O ho.. rehne de Teri mohabbaton mein rehne de Tere khwabon mein mujhe behne de Aisa hone de tu zara Main toh tere shab ki subah hoon na Hathon ki lakeeron mein likha hoon na (x2) Rehta hai mere honthon pe tere honthon ka nishaan Hota hai tanha raaton mein tere hone ka gumaan Mujhe mehsoos hua hai aisa laga hai Tumne chhua hai na Main toh tere shab ki subah hoon na Hathon ki lakeeron mein likha hoon na (x2) Hmm.. ho.. Laazim hai, jaise saanson ke liye laazim hai hawa Waise hi mere liye zaroori hona hai tera Tere mere pyar ka rista sadiyon rahega Sadiyon raha hai na Main toh tere shab ki subah hoon na Hathon ki lakeeron mein likhi hoon na Main toh tere shab ki subah hoon na Hathon ki lakeeron mein likha hoon na
Song details
- Singer: Mohit Chauhan
- Singer: Payal Dev
- Film / album: 1920 London
- Composer: Shaarib-Toshi
- Lyricist: Azeem Shirazi
singer: Mohit Chauhan, Payal Dev
language: Hindi