Roman script

roop ki rani aaja ki mujhe hai

teri tasweer banani teri tasweer banani

aaja ki mujhe hai 

teri tasweer banani teri tasweer banani

ye mast ghataye ye adaao pe jawani 

ye mast ghataye ye adaao pe jawani 

girta hua nadiya mein pahado ka pani 

girta hua nadiya mein pahado ka pani 

kahata hai tere roop ki rangin kahani

kahata hai tere roop ki rangin kahani

roop ki rani aaja ki mujhe hai

teri tasweer banani teri tasweer banani

aawaj nayi hai ye meri ulfat ka asar hai 

ulfat ka asar hai tujhe kuch bhi khabar hai 

tu dhudh rahi hai jise wo dil to idhar hai 

najar teri kidhar hai kha jaye na thokar

teri madhhosh jawani

kha jaye na thokar teri madhhosh jawani

roop ki rani aaja ki mujhe hai

teri tasweer banani teri tasweer banani

ye rahe mohabbat hai kadam jara soch dhrana 

jara soch dharna duniya se na darana 

phulo ki tamnna hai to kanto se hi gujrna 

fariyad na karna kanto mein hi palti 

mohabbat ki jawani kanto mein hi palti hai kahani 

o roop ki rani aaja ki mujhe hai 

teri tasweer banani teri tasweer banani

aaja ki mujhe hai teri tasweer banani

teri tasweer bannai

Explore this song