Roman script

maine socha na tha mod ye aayega yahan

aise dhago se mujhko jod jayega yahan

maine socha na tha mod ye aayega yahan

aise dhago se mujhko jod jayega yahan

ho lakh mai manau lekin meri kahan sunta hai

din mein hi baithe baithe khwab khain bunta hai

jootha dilasa deke jaan le gaya

rog jaane kaisa ye anokha de gaya

mujh mein hi rehke dil ye dhokha de gaya

aa aa jane kaisi mushkil hai ye

koi to mujhko batlaye

har ghadi ab tu hi nazar aaye

ha jane kaisa manzar hai ye

khwahishe mujhko bharmaye

mere kadmo ko yun behkaye

ye kaisi rahon pe mai chal raha

hoo mujhko na mera pata chal raha

rog jane kaisa ye anokha de gaya

mujh me hi rehke dil ye dhokha de gaya

ab teri bahon me ye sara jahan hai manzil

yahin hai jag to dar mila hai

ho mere arma mere bas mein nahi hai

jane ab kaisi ye sar darmiyan hai

ho ab jake poori ye mannat huyi

ummm duniya ye meri jaise jannat huyi

rog jane kaisa ye anokha de gaya

mujhe me hi rehke dil ye dhokha de gaya

maine socha na tha mod ye aayega yahan

aise dhago se mujhko jod jayega yahan

maine socha na tha mod ye aayega yahan

aise dhago se m ujhko jod jayega yaha

hmm rog jaane kaisa ye anokha de gaya

hoo mujh me hi rehke dil ye dhokha de gaya

mujh me hi rehke dil ye dhokha de gaya

mujh me hi rehke dil ye dhokha de gaya

Explore this song