Roman script

rock you baby, move your body feel the ridam everybody

rock you baby, move your body feel the ridam everybody

it's a mad mad mad mad world 

it's a mad mad mad mad world 

it's a mad mad mad mad world 

it's a mad mad mad mad world 

besur betaal yeh gaana hai, besur betaal yeh gaana hai 

bas avein shor machaana hai, rona hai andhe ke aage

behre ko gaana sunaana hai

yeh duniya paagal

yeh duniya paagal khaana hai, har banda yahaan sayaana hai

yeh duniya paagal khaana hai, har banda yahaan sayaana hai

samajh samajh ke samajh ko samjho

samajh samajhna bhi ek samajh hai

samajh samajh ke jo na samjhe

meri samajh me woh naa samajh hai

life ka fanda hai ab ke maal hai to taal hai

puchta hai kaun us ko saala jo kangaal hai

bin money ke zindagaani jaan ka janjaal hai

ho money to kaun pooche umr kitne saal hai

mad mad mad mad world, it's a mad mad mad mad world

yaaron ne gasht manaana hai, yaaron ne gasht manaana hai 

phokat ka maal uraana hai, behkon ko ab behkaana hai

choro, kyu panga paana hai

yeh duniya paagal

yeh duniya paagal khaana hai, har banda yahaan sayaana hai

yeh duniya paagal khaana hai, har banda yahaan sayaana hai

sab ki mutthi mein muqaddar, sab sikandar hai yahaan

tishnagi ki baat mat kar, sab samandar hain yahaan

mastiyaa sab pe hain taari, sab qalandar hai yahaan

kam nahi koi kisi se, sab dhulandar hain yahaan

mad mad mad mad world, it's a mad mad mad mad world

maanega na koi maana hai, maanega na koi maana hai 

sab ka andaaz puraana hai, sach se parda sarkaana hai

ek raaz naya batlaana hai,

yeh duniya paagal

yeh duniya paagal khaana hai, har bandah yahaan seyaana hai

yeh duniya paagal khaana hai, har bandah yahaan sayaana hai

mad mad mad mad world

it's a mad mad mad mad world 

it's a mad mad mad mad world 

yeh duniya paagal khaana hai ji nigore

Explore this song