Roman script

rishto ki na naato ki, baat hai ye to jazbaato ki 

rishto ki na naato ki, baat hai ye to jazbaato ki

kisne humko hum banaya hai, bas unhi do haatho ki 

baat hai ye to jazbaato ki

gyani dhyani santo ke bas tuhi to hai bhor 

maa se badhkar koi nahi hai maa to hai anmol 

maa se badhkar koi nahi hai maa to hai anmol

dor judi isse hai saanso ki, baat hai ye to jazbaato ki

rishto ki na naato ki, baat hai ye to jazbaato ki

humko zara bhi dard ho to soye na raato me 

lab pe iske rahe duvaye sapne aankho me 

lab pe iske rahe duvaye sapne aankho me 

maa ki mamta baat hai bhaago ki, baat hai ye to jazbaato ki

rishto ki na naato ki, baat hai ye to jazbaato ki

baat hai ye to jazbaato ki, baat hai ye to jazbaato ki

baat hai ye to jazbaato ki

Explore this song