Roman script

rishte naate sambhal nahi paate

rishte naate sambhal nahi paate

khote sikke hain chal nahi paate

rishte naate sambhal nahi paate

khote sikke hain chal nahi paate

rishte naate sambhal nahi paate

tezz lagti hain doop sahaaron ko

tezz lagti hain doop sahaaron ko

tezz lagti hain doop sahaaron ko

saath mere wo chal nahi paate

saath mere wo chal nahi paate

khote sikke hain chal nahi paate

rishte naate sambhal nahi paate

mushkilo ka taraf raha hum par

mushkilo ka taraf raha hum par

mushkilo ka taraf raha hum par

ye na hoti to hal nahi paate

ye na hoti to hal nahi paate

khote sikke hain chal nahi paate

rishte naate sambhal nahi paate

kaise badlenge saari duniya ko

kaise badlenge saari duniya ko

kaise badlenge saari duniya ko

jab ki khud ko badal nahi paate

jab ki khud ko badal nahi paate

khote sikke hain chal nahi paate

rishte naate sambhal nahi paate

kaisa kalyug ye chal raha hain ki

kaisa kalyug ye chal raha hain ki

kaisa kalyug ye chal raha hain ki

log karni ka phal nahi paate

log karni ka phal nahi paate

khote sikke hain chal nahi paate

rishte naate sambhal nahi paate.

Explore this song