Roman script

rishta ye mohabbat ka dono ko nibhana hai 

ek aag ka dariya hai or par bhi jana hai

jis raat chandaniya se ye chand khafa hoga

us raat ke rahi ka socha bhi hai kya hoga

raste me andhera hai or dur thikana hai

rishta ye mohabbat ka dono ko nibhana hai

vo ghar bhi koi ghar hai divar na ho jisme

us pyar ki kya kimat takrar na ho jisme

gussa to manane ka bas ek bahana hai

rishta ye mohabbat ka dono ko nibhana hai

bhule se koi aansu aankho me agar aaye 

bhule se koi aansu aankho me agar aaye 

vo dil ki amant hai mitthi me na mil jaye 

ulfat ka vo moti hai palako me chhupara hai

rishta ye mohabbat ka dono ko nibhana hai

rishta ye mohabbat ka dono ko nibhana hai

ek aag ka dariya hai or par bhi jana hai

ek aag ka dariya hai or par bhi jana hai

rishta ye mohabbat ka dono ko nibhana hai

dono ko nibhana hai dono ko nibhana hai

Explore this song