Roman script

rishta ye kaisa hai nata ye kaisa hai

rishta ye kaisa hai nata ye kaisa hai

pehchan jis se nahi thi kabhi 

apna bana hai wahi ajnabi 

rishta ye kaisa hai nata ye kaisa hai

rishta ye kaisa hai nata ye kaisa hai

tumhe dekhti hi rahu mai hamesha

mere samne yu hi baithe raho tum

karu dil ki bate mai khamoshiyo me

aur apne labo se na kuch bhi kaho tum 

rishta ye kaisa hai nata ye kaisa hai

rishta ye kaisa hai nata ye kaisa hai

rishta hai kaisa ye nata hai kaisa 

rishta hai kaisa ye nata hai kaisa 

tere tan ki khusbu bhi lagti hai apni 

ye kaisi lagan hai ye kaisa milan hai

tere dil ki dhadkan bhi lagti hai apni 

tumhe pake mai mehfus hu 

aise ke jaise kabhi hum juda hi nahi the

ye mana ke jismo ke ghar to naye hai

magar hai purane ye bandhan dilo ke 

rishta ye kaisa hai nata ye kaisa hai

rishta ye kaisa hai nata ye kaisa hai

Explore this song