Roman script

aa aa aa aa 

rishta banake dard se, rutha hai mukaddar 

rutha hain mukaddar 

kuchh log kah rahe hain

kuchh log kah rahe hai, ki tuta hai mukaddar 

ki tuta hain mukaddar 

rishta banake dard se, rutha hai mukaddar 

rutha hain mukaddar 

rishta banake dard se, rutha hai mukaddar 

rutha hain mukaddar 

sikwa bhi kare kaise, shikayat bhi kya kare 

shikayat bhi kya kare 

hatho se abhi aaj hi 

hatho se abhi aaj hi, chhuta hain mukaddar 

chhuta hain mukaddar 

rishta banake dard se, rutha hai mukaddar 

rutha hain mukaddar 

rishta banake dard se, rutha hai mukaddar 

rutha hain mukaddar 

dil dard ka mara hai, uljhi hain zindagi 

uljhi hain zindagi, dil dard ka mara hain 

kis tarah ummidon ne 

kis tarah ummiddo ne, luta hain mukaddar 

luta hai mukaddar 

rishta banake dard se, rutha hai mukaddar 

rutha hain mukaddar 

rishta banake dard se, rutha hai mukaddar 

rutha hain mukaddar 

aankhe hui hain bevash, sapne bhi lut gaye 

sapne bhi lut gaye 

ashko ke samundar me 

ashko ke samundar me, yun duba hain mukadar 

duba hain mukaddar 

aa jaati kaza chain se, so jaate agar ham 

so jaate agar ham 

ye ilm na hota ki 

ye ilm na hota ki, jhutha hain mukaddar 

jhutha hai mukaddar 

rishta banake dard se, rutha hai mukaddar 

rutha hain mukaddar 

rishta banake dard se, rutha hai mukaddar 

rutha hain mukaddar

Explore this song