Roman script

rimjhim rimjhim 

nache sawan ki bundniya

mora jiya lahraye bal khaye

jamkat aaye kali badriya

gamkat mori phulwariya

bagiya bagiya bade hodole

jhule sakhiya khaye jhikole

sawan ki nadiya si mori umriya

tars tars rahi jaye bal khaye

rimjhim rimjhim 

nache sawan ki bundniya

mora jiya lahraye bal khaye

jab chhaila bajaye bansuriya

jab to deewane milaye najriya

tham se munh pe gire hai bijuriya

haye mujhe bichhu ka dhank lag jaye

bal khaye rimjhim rimjhim 

nache sawan ki bundniya

mora jiya lahraye bal khaye

kime aaye banke chameli ki bela

ladam se milu main akeli akeli

ban ke badriya door mat jaana 

chupke chupke aansu bahaau

pyar mera suna suna

dukh mera duna duna

saiya ko haye samjhaye

bal khaye rimjhim rimjhim 

nache sawan ki bundniya

mora jiya lahraye bal khaye

Explore this song