Roman script

main bambai ka babu naam mera anjana

english dhun me gaau main hindustani gaana

hey main bambai ka babu naam mera anjana

english dhun me gaau main hindustani gaana

main bambai ka babu 

ye duniya hai us ki jo duniya se khele

sakhti ho ya narmi are hanste hanste jhele

ye duniya hai us ki jo duniya se khele

sakhti ho ya narmi are hanste hanste jhele

sun lo aji sun lo ye jaadu ka tarana

main bambai ka babu naam mera anjana

english dhun me gaau main hindustani gaana

main bambai ka babu 

kuch hai daulat wale kuch hai taakat wale

asli wale wo hai are jo hai himmat wale

kuch hai daulat wale kuch hai taakat wale

asli wale wo hai are jo hai himmat wale

sun lo aji sun lo ye jaadu ka tarana

main bambai ka babu naam mera anjana

english dhun me gaau main hindustani gaana

hey main bambai ka babu 

aaya hu main badhu rus aur chin me ja ke

kaam ki baat bata di are comedy gaana gaa ke

aaya hu main badhu rus aur chin me ja ke

kaam ki baat bata di maine comedy gaana gaa ke

sun lo aji sun lo ye jaadu ka tarana

hey main bambai ka babu naam mera anjana

english dhun me gaau main hindustani gaana

main bambai ka babu naam mera anjana

english dhun me gaau main hindustani gaana

hey main bambai ka babu

Explore this song