Roman script

rim jhim saawan barasta hai 

dil hamaara tarasta hai 

rim jhim saawan barasta hai 

dil hamaara tarasta hai

bheega bheega hai lamha lamha 

jiya jaaye na tanha tanha

yeh rain hai ya pain hai

rim jhim saawan barasta hai 

dil hamaara tarasta hai 

rim jhim saawan barasta hai 

dil hamaara tarasta hai

bheega bheega hai lamha lamha 

jiya jaaye na tanha tanha

yeh rain hai ya pain hai

rim jhim saawan barasta hai 

hum do diwaane aaye ghar se 

nikalke baarish ka lene maja

kehti hamaari dhadkane ab 

machalke baarish mein hai ik nasha

sataata hai mausam jalaata hai paani

kare beimaani yeh aalam badgumaah

yeh rain hai ya pain hai

ho o o rim jhim saawan barasta hai 

dil hamaara tarasta hai

bheega bheega hai lamha lamha 

jiya jaaye na tanha tanha

yeh rain hai ya pain hai 

yeh rain hai ya pain hai 

ho bundein giri jo teri baalon se 

chhanake ji chaahe main chum lu

ho o mann pe pade jo yeh 

bahaare badan ki ji chaahe main jhum lu

hawa mein hai jaadu ghata mein hai khushbu

na khud pe hai kaabu karu kya meri jaan 

yeh rain hai ya pain hai

ho o rim jhim saawan barasta hai 

dil hamaara tarasta hai

bheega bheega hai lamha lamha 

jiya jaaye na tanha tanha

yeh rain hai ya pain hai yeh rain hai ya pain hai

Explore this song