Roman script

rehne laga hai 
dil me andhera tere begair
rehne laga hai 
dil me andhera tere begair
haye benur ho gayi meri
benur ho gayi meri
duniya tere begair
benur ho gayi meri
duniya tere
hum paata jindagi ki koi
aas nahi
ab ho chuka jahan me
jina tere begair
batka jahan me 
jina tere begair
pachhta raha hun aah ke
main tujhse kyu mila
aakhir hua nasib 
tadapana tere begair
aakhir hua nasib 
tadapana tere begair
rehne laga hai 
dil me andhera tere begair
benur ho gayi meri
duniya tere begair
benur ho gayi meri
duniya tere begair

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Anil Biswas, Ashraf Khan