Roman script

haari hatheli ki laqeerein kyun deva

saari bani hain zanjeerein kyun 

aankhon ke aage andhera sa hai

rootha hai mujhse savera kyun

kya woh dhanak ki satrangi thi

meri nazar ka bharam

daata tera kaisa

hai rehamo karam

kabhi jinke karte the nazare

bani hain unn khawabon ki mazare

chura chura toot kar kyun

aashiyana hasraton ka hua re

seene mein dard ka dera sa hai

pighla nahi buth tera kyun

tu hi bata iss toote dil se

ab nibhaau kya dharam

daata tera kaisa

hai reham-o-karam

hey ram…

hechi daan dega deva

tuza visar na vhava

hechi daan dega deva

tuza visar na vhava

Explore this song