Roman script

rat ghataye khushbu unn julfo ke naam

rat ghataye khushbu unn julfo ke naam

mausam ka har jadu unn julfo ke naam

rat ghataye khushbu unn julfo ke naam

badal na chhaye toh barish kya hogi

badal na chhaye toh barish kya hogi

badal na chhaye toh barish kya hogi

mera har ek aansu unn julfo ke naam

mera har ek aansu unn julfo ke naam

rat ghataye khushbu unn julfo ke naam

dil me sari masti un aankho ki hai

dil me sari masti un aankho ki hai

dil me sari masti un aankho ki hai

saanso ki har khushbu un julfo ke naam

saanso ki har khushbu un julfo ke naam

rat ghataye khushbu unn julfo ke naam

yeh bikhare toh sham dhale, yeh simate toh din nikale

yeh bikhare toh sham dhale, yeh simate toh din nikale

yeh bikhare toh sham dhale, yeh simate toh din nikale  

wakt ka har ek pehalu un julfo ke naam

wakt ka har ek pehalu un julfo ke naam

rat ghataye khushbu unn julfo ke naam

rashid har sawan me jinaki yad aaye

rashid har sawan me jinaki yad aaye

rashid har sawan me jinaki yad aaye

dariya shabanam juganu un julfo ke naam

dariya shabanam juganu un julfo ke naam

rat ghataye khushbu unn julfo ke naam

mausam ka har jadu unn julfo ke naam

rat ghataye khushbu unn julfo ke naam

Explore this song