Roman script

rajish hi sahi dil hi dukhaane ke liye aa
aa phir se mujhe chhod  ke jane ke liye aa 
kis kis ko bataayege judaa_i kaa sabab ham
rasm-o-rah-e-duniyaa hi nibhaane ke liye aa aa aa 
pahale se maraasim na sahi phir bhi kabhi to
tu bhi to kabhi mujhako manaane ke liye aa 
the following one sher is not by faraaz but by talib
jaise tujhe aate hai, na aane ke bahaane
aise hi kisi roz na jaane ke liye aa aa aa

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Jagjit Singh, Lata Mangeshkar