Roman script

maharbano, kadardano aaha aaha, oo ho 

laila ki bat chhod o, laila to hai diwani apni batao jani

ragin hasin rat ho, dildar yaar sath ho

ragin hasin rat ho, dildar yaar sath ho

ragin hasin rat ho, dildar yaar sath ho

tumhi to ho kasam se jo tum ho to kya karo

ragin hasin rat ho, dildar yaar sath ho

tumhi to ho kasam se jo tum ho to kya karo

ragin hasin rat ho, dildar yaar sath ho

ragin hasin rat ho, dildar yaar sath ho

hum ko agar mile kahi, hatho ko tham ke wahi

hum ko agar mile kahi, hatho ko tham ke wahi

aur kuch nahi to kam se kam badkar gale laga le hum

aur kuch nahi to kam se kam badkar gale laga le hum

phir chae tum hasarat bhari aankho se dekha karo

kya kya maje ki bat ho, dildar yaar sath ho

kya kya maje ki bat ho, dildar yaar sath ho

tumhi to ho kasam se jo tum ho to kya karo

ragin hasin rat ho, dildar yaar sath ho

ragin hasin rat ho, dildar yaar sath ho

rah jayega lajake wo bas yu hi sar jhuka ke wo

rah jayega lajake wo bas yu hi sar jhuka ke wo

tab jhum kar milege hum lipata ke chum lege hum

tab jhum kar milege hum lipata ke chum lege hum

phir chahe tum aahe bharo ya chal ke tadpa karo

parwat ki bhigi rat ho, dildar yaar sath ho

parwat ki bhigi rat ho, dildar yaar sath ho

tumhi to ho kasam se jo tum ho to kya karo

ragin hasin rat ho, dildar yaar sath ho

tumhi to ho kasam se jo tum ho to kya karo

ragin hasin rat ho, dildar yaar sath ho

hey ragin hasin rat ho, dildar yaar sath ho

Explore this song