Roman script

rang naya dil pe chhane laga

haye re kaisa jawa mausam aaya

aaj koi yar naya pyar naya leke aaya

jhume nache gaye aaj basti ke log ab koi gum na rahe

rang naya dil pe chhane laga

haye re kaisa jawa mausam aaya

aaj koi yar naya pyar naya leke aaya

yaro se yari ka wada marke nibhayenge hum

are yaro se yari ka wada marke nibhayenge hum

ha wo geet jisme wafa ho aa milke gayenge hum

dur kahi khoya ho soya ho koi usko jagayenge hum

rang naya dil pe chhane laga

haye re kaisa jawa mausam aaya

jhume nache gaye aaj basti ke log ab koi gum na rahe

ye jindagi hai usi ki jo gum bhula ke jiye

ye jindagi hai usi ki jo gum bhula ke jiye

jina usi ka jina jo muskurake jiye

aaj yaha apno ka mela laga tu kyu dur jake jiye

rang naya dil pe chhane laga

haye re kaisa jawa mausam aaya

jhume nache gaye aaj basti ke log ab koi gum na rahe

sabke dilo me khusi hai tum bhi piya kuch kaho

sabke dilo me khusi hai tum bhi piya kuch kaho

khamosiya aaj todo aise nahi chupa raho

are bhul nahi payega dil aaj ka din aisa to kuch aaj ho

rang naya dil pe chhane laga

haye re kaisa jawa mausam aaya

aaj koi yar naya pyar naya leke aaya

jhume nache gaye aaj basti ke log ab koi gum na rahe

jhume nache gaye aaj basti ke log ab koi gum na rahe

Explore this song