Roman script

yaara mujhe tu aise aa mila

jaise kaafir ko milta hai khuda

karun laakh baari tera shukriya

bin mange tune itna de diya

mera safeena paar laga de

ya tu mita de

ya tu bana de koyi zariya

rang dariya rang dariya

teri aankhon ka yeh rang dariya

sufiyana ishq ka rang dariya

main bandeya jaaun rangeya

main bandeya jaaun rangeya

beparwah yeh dil jaaye kareya

rang dariya rang dariya

teri aankhon ka yeh rang dariya

sufiyana ishq ka rang dariya

chehron ki bheed mein

tu pasand aa gaya

meri nazar mein teri

tasveer rehti hai

huaa main ameer paake

teri dildariyan

sun yeh mere khwabon ki

taagir kehti hai

hona kabhi tu mujhse juda na

chaahe khuda ya

chaahe khafa ho saari duniya

rang dariya rang dariya

teri aankhon ka yeh rang dariya

sufiyana ishq ka rang dariya

rang dariya rang dariya

teri aankhon ka yeh rang dariya

sufiyana ishq ka rang dariya

oh rang dariya rang dariya

teri aankhon ka yeh rang dariya

sufiyana ishq ka rang dariya.

Explore this song