Roman script

rang birange phulo ki jhume re daliya

kali kali aankho ke chalke re pyaliya

rang birange phulo ki jhume re daliya

kali kali aankho ke chalke  re pyaliya

tu pyar ka tar tod kaha chale re

aisi pyari dunia ko chhod kaha chala re

rang birange phulo ki jhume re daliya

jiwan hai kagaj ka tukda bund pade dhul jata

mati ka tan sun mere man mati me mil jata

mati me mil jata

rang birange phulo ko pooja me dal ke

kali kali ankhiyo ka deepak ujal ke

radha sang kanha ka ras jaha chala re

is juthi dunia ko chhod waha chala re

rang birange phulo ki jhume re daliya

jaoge to ja na sakoge bairagi chori chori

baho ka bandhan palko ka pahra

chitwan ki hogi dori

cham cham chamke re kano me baliya

jagmag jagmag damke re man me diwaliya

tu pyar ka tar tod kaha chala re

aisi pyari dunia ko chhod kaha chala re

rang birange phulo ki jhume re daliya

jiska prem parbu se laga bhag hai uska jaga

jisko rup mila hai uska usne sab kuch tyaga

usne sab kuch tyaga

chak chak piu mai to ram ras pyaliya

shyam ke bhajan me bajau mai to taliya

radha sang kanha ka ras jaha chala re

is juthi dunia ko chhod waha chala re

rang birange phulo ki jhume re daliya

kali kali aankho ke chalke re pyaliya

tu pyar ka tar tod kaha chale re

aisi pyari dunia ko chhod kaha chala re

radha sang kanha ka ras jaha chala re

is juthi dunia ko chhod waha chala re

aisi pyari dunia ko chhod kaha chala re

is juthi dunia ko chhod waha chala re

Explore this song