Roman script

rambha urvashi jaisa ye tan 

chamke chandarma jaise gagan

indra ho chandra ho jaane kya ho 

harday ke swami kya bolu

rambha urvashi jaisa ye tan 

chamke chandrma jaise gagan

roop ki devi sapno ki raani 

kya kahu tujhko kya bolu

indar ho chandr ho jane kya ho 

harday ke swami kya bolu

moh liya man ko tumne aake 

man mohan re kya bolu

chhavi dikha ke base hai man me

ye do naina sharmile

chhavi dikha ke base hai man me

ye do naina sharmile

puri ho aasha more jivan ki 

banu jo tori o sajana re

puri ho aasha more jivan ki 

banu jo tori o sajana re

rambha urvashi jaisa ye tan 

chamke chandrma jaise gagan

moh liya man ko tumne aake 

man mohan re kya bolu

aaja sajni bhul ke jag ko 

aaj dur kahi kho jaye

aaja sajni bhul ke jag ko 

aaj dur kahi kho jaye

aise mile ye tan man dono 

ke milakar ek ho jaye

ke milakar ek ho jaye

rambha urvashi jaisa ye tan 

chamke chandrma jaise gagan

moh liya man ko tumne aake 

man mohan re kya bolu

kya kahu tujhko kya bolu 

man mohan re kya bolu

Explore this song