Roman script

rama ho
ho rama ho rama ho rama 
tune jab sajna se neha lagaye 
fir kahe soche re hay 
ho rama ho rama ho rama 
tune jab sajna se neha lagaye 
fir kahe soche re hay 
preet ke rang me jo rang li chunariya 
fir baavari kahe jag se dare 
ho naajuk man tora kanpe re 
kahe tere naino me asuan bhare 
jab tere sang sang chale re sanvariya 
jab tere sang sang chale re sanvariya 
dukh kahe garva lagaye 
ho rama ho rama ho rama 
tune jab sajna se neha lagaye 
fir kahe soche re hay 
meet mila hain tujhe janmo ka jab ye 
tere sapno ke khile phul re 
ho fir kahe ghadi ghadi mukhade pe tere 
bairi patjhad ki ude phul re 
kahe tore jiyara me chamke bijuriya 
kahe tore jiyara me chamke bijuriya 
kahe nahi man chain paye 
ho rama ho rama ho rama 
tune jab sajna se neha lagaye 
fir kahe soche re hay

Song details

Song video

Watch on YouTube