Roman script

ram ram shri ram shri ram 

ram shri ram shri ram ram ram

o jag ke basanewale

o jag ke basanewale mere mann ki kutiya basao

o jayot jaganewale mere mann ka deep jalao

o jag ke basanewale mere man ki kutiya basao

ram ram bhaj ram ram bhaj ram ram

jab chodi ratan nagariya

jab chodi ratan nagariya kya bhayegi ye kutiya

jab chodi ratan nagariya kya bhayegi ye kutiya

ravi shashi chamkanewale

ravi shashi chamkanewale ye jugnu bhi chamkao

o jag ke basanewale mere man ki kutiya basao

ram ram bhaj ram ram bhaj ram ram bhaj ram ram

o roop saloune shyamal tum pawan tumhi ho badal

tum pawan tumhi ho badal

o roop salone shyamal tum pawan tumhi ho badal

tum pawan tumhi ho badal

sagar leharanewale

sagar leharanewale mann gagar me aa jao

o jag ke basanewale mere man ki kutiya basao

ram ram bhaj ram ram bhaj ram ram

tum raho mere nainan me

tum raho mere nainan me main pada rahu charanan me

tum raho mere nainan me main pada rahu charanan me

maya failanewale maya failanewale maya se mujhe bachao

o jag ke basanewale mere man ki kutiya basao

ram ram bhaj ram ram bhaj ram ram bhaj 

ram ram bhaj ram ram bhaj ram ram bhaj ram

Explore this song