Roman script

sapno me aane wala balam 

man me samane wala balam 

sach tera bhola balm aayega 

aayega matwala balam 

yeh agar aayege 

sab dikhlayege 

sawre sajan ki ? dekh ke 

naina muskayege 

sapno me aane wala balam 

man me samane wala balam 

sach tera bhola balm aayega 

aayega matwala balam 

aisi bhi kya hai wo baate 

dekho ji humse chupao nahi 

jao na chedo saheli 

humse ye baate banao nahi 

dekho dekho 

sharmili pariya raag machaye re 

tan lehraye re

jiya balkhaye re 

piya ke milan ke sapan dekh ke 

gori muskaye re

sapno me aane wala balam 

man me samane wala balam  

sach mera bhola balm aayega 

aayega matwala balam

pritam ke rang mahal me

apna rang jamungi mai  

jake jo bheji na patiya 

hooo to ruth jaungi mai 

sajan ke ghar jakar

mai fir nahi aaungi

mai to nachugi

mai to gaugi 

apne sajan ki dulhan ban than ke 

mai to itraugi 

sapno me aane wala balam 

man me samane wala balam

sach tera bhola balm aayega 

aayega matwala balam

Explore this song