Roman script

ram krishan ki dharti par  papi ne pav pasara hai 

papi ne pav pasara hai tut pado jawano aaj videshi ne 

humko lalkara hai humko lalkara hai

is dharti ko hathiyane ka usne aaj vicahr kiya

is bharat ko dhamkane ka usne bada parchar kiya hai

usne bada parchar kiya uttar me wo khada himayal 

takkar lene wala hai yaha hajaro vir ladenge 

usne hume na jana hai usne hume na jana hai

ram krishan ki dharti par  papi ne pav pasara hai, 

papi ne pav pasara hai tut pado jawano aaj videshi ne 

humko lalkara hai humko lalkara hai

vir shivaji ke pauvade humne ghar ghar gaye hai

maharana partap ke maru baze khub bazaye hai

baze khub bazaye hai ranbairi baz uthi 

kat baman ne hume pukara hai humlavar gaddaro ka 

ab kam na banne wala hai kam na banne wala hai

tut pado jawano aaj videshi ne 

humko lalkara hai humko lalkara hai

hum na kisi ka mulk chahte hume kisi se bair nahi 

hum par jo chadkar aayega  us dushman ki khair nahi

us dushman ki khair nahi kashmir se antrib tak 

yahi hamara nara hai hind mahasagar ki lehro ne 

sun lo yahi pukara hai sun lo yahi pukara hai

ram krishan ki dharti par  papi ne pav pasara hai 

papi ne pav pasara hai tut pado jawano aaj videshi ne 

humko lalkara hai humko lalkara hai

Explore this song