Roman script

is bar bhi bigadi swaro antim aaj pariksha hai maa 

isse mujhe ubaro raksha karo  raksha karo 

raksha karo hey santoshi mata koi lutera loot naa jaye

kapat ke karan tut na jaye maa bete ka nata 

mata raksha karo raksha karo hay santoshi mata raksha karo

tum to dekh rhi ho maiya aaj bhwar me fansi hai naiya

tum to dekh rhi ho maiya aaj bhawar me fansi hai naiya

jau kaha aab kisko pukaru tum bin mera kon khiwaiya

kon lagaye paar ise ab

kuch bhi samajh nhi aata mata raksha karo

raksha karo hay santoshi mata raksha karo

mera bhagy kisi ne thaga hai

mujh nirdoshi pe dosh laga hai

mera bhagy kisi ne thaga hai

mujh nirdoshi pe dosh laga hai

maine kiska kya hai bigada

mere sath hua kyu dga hai

mata mere punyo par koi papi bijali girta

mata raksha karo raksha karo hay santoshi mata

koi lutera loot naa jaye kapat ke karn tut naa jaye 

maa bete ka nata mata rksha karo

meri priksha leli tune ab hai teri priksha

mang rhi apne suhag ki aaj tujhi se biksha

main kalank sah jaungi

main kalank sah jaungi de dungi apne pran

par teri bhagti ka bhi mit jayega naam nishan

rksha karo rksha karo rksha karo rksha karo rksha karo

Explore this song