Roman script

rakhna dil me dil ki bat

rakhna dil me dil ki bat

na katenge din na kat sakegi rat

rakhna dil me dil ki bat

na katenge din na kat sakegi rat

yad nahi kisne ye bat kahi

tu nahi to aur sahi aur sahi aur nahi

yad nahi kisne ye bat kahi

tujhme bhi wo jadu hai tujhme bhi wo jadu hai

idhar dekh le mare idhar dekh le mare

hatho me kaleja thame piche piche fire ghayal bechare

yad nahi kisne ye bat kahi tu nahi to aur sahi

aur sahi aur nahi yad nahi kisne ye bat kahi

mujhe dar hai tujhe meri nazar na lag jaye

lut jaunga mai mar jaunga mai

din rat karunga haye haye

aaja naino ki naav me tujhe le chalu

asuwan ke sagar me

ya pyar bana kar tujhko utha lun

dil ki gagar me kaho ji kaisi bat kahi

tu nahi to aur sahi aur sahi aur nahi

yad nahi kisne ye bat kahi

tu nahi to aur sahi aur sahi aur nahi

yad nahi kisne ye bat kahi

Explore this song