Roman script

rajaji rajaji rajaji rajaji

rajaji rajaji haye rajaji mera naam

aish karna aish karna aish karna mera kaam

jaha jidhar se jata hu mai sab karte hai salam

rajaji rajaji rajaji rajaji

padh likh ke kya karna yaro, padh likh ke kya karna yaro 

mujhko tum samajhao ha, mujhko tum samajhao

are khao piyo mauj manao, are khao piyo mauj manao 

baap ka maal udaao re, baap ka maal udao

abhi nahi jo loge maza phir kab karoge aaraam

rajaji rajaji rajaji rajaji

goli maro is duniya ko, goli maro is duniya ko

duniya se kya darna haa haa, duniya se kya darna

koyi kuchh bole to bole, koyi kuchh bole to bole

dil jo chahe karna, dil jo chahe karna

are fikr nahi hai mujhe kisi ki sare hai mere gulam

rajaji rajaji rajaji rajaji

chanchal gori chand chakori, chanchal gori chand chakori

kyu mujhse sharmaye, kyu mujhse sharmaye

ban ja is raja ki rani, ban ja is raja ki rani

kahe ko ghabraye ha, kahe ko ghabraye

ho pyar mujhe tu karti hai to aa meri bahe tham

rajaji rajaji rajaji rajaji

rajaji rajaji haye rajaji mera naam

aish karna aish karna aish karna mera kaam

jaha jidhar se jata hu mai sab karte hai salam

rajaji rajaji rajaji rajaji

Explore this song