Roman script

rahoge kab tak hamse dur

pyar ka to aisa dastur ishk pukarega tumko

aana hi hoga re aana hi hoga re

ishk pukarega tumko aana hi hoga re

dilo ke sagar me tufan bani hai ganga kyu anjan

piya ki baho me aakar lipat jati na kyu nadan

kaun karta tujhko majbur karo thokar se usko chur

kaun karta tujhko majbur karo thokar se usko chur

hamara janam janam ka pyar gale lagna hi hoga re

aana hi hoga re aana hi hoga re

ishk pukarega tumko aana hi hoga re

uthegi yaha kaleje peed chalegi waha hazaro teer

khich ke daudi chali aayegi kisi ranjhe se milne heer

tod kar rasmo ki diwar chalo chal de dono us par

tod kar rasmo ki diwar chalo chal de dono us par

farishte hame bulate hai sath jana hi hoga re

aana hi hoga re jana hi hoga re

ishk pukarega tumko aana hi hoga re

Explore this song