Roman script

pehle zindagi mehfooz thi mhfooz thi 

par thi wo khafa

maine zindagi mehsoos ki mehsoos ki 

hai abki dafa ik baat pe yakee

hai abhi hua jeena hai mujhe waqt ki tarah

rehna nahi ab khwabida khwabida

karna hai is lamhe ka haq ada

rehna nahi ab khwabida khwabida

karna hai is pal ka haq ada

raat muraad hai din aabad hai jana aaj ye

kandhe pe mere khud ka hath hai dar nahi mujhe 

sirat soorat dil ki jurrat

badalne lagi uchhalne lagi

uski barkat meri chahat

milne lagi chalne lagi

ab naaz hai aitraaz hai nahi

maine dil ki aawaz hai jo suni

rehna nahi ab khwabida khwabida

karna hai is lamhe ka haq ada

rehna nahi ab khwabida khwabida

karna hai is pal ka haq ada

rehna nai ab khwabida khwabida 

karna hai is pal ka haq ada

rehna nahi ab khwabida khwabida

karna hai is pal ka haq ada

pehle zindagi mefooz thi mehfooz thi 

par thi wo khafa

maine zindagi mehsoos ki mehsoos ki 

hai abki dafaa ha aa aa aa

Explore this song