Roman script
rahe na rahe ham, mahaka karenge ban ke kali, ban ke saba, bage vafa me rahe na rahe ham mausam koi ho is chaman me, rang banke rahenge in fiza me chahat ki khushabu, yu hi zulfo se udegi, fizayo ya bahare yuhi jhumate, yuhi jhumate aur khilate rahenge ban ke kali, ban ke saba, bage vafa me rahe na rahe ham , mahaka karenge ban ke kali, ban ke saba, bage vafa me rahe na rahe ham khoye ham aise kya hai milna kya bichhadna nahi hai, yad hamko guche me dil ke jab se aaye sirf dil ki zami hai, yad hamko isi sarazami, isi sarazami pe ham to rahenge ban ke kali, ban ke saba, bage vafa me rahe na rahe ham , mahaka karenge ban ke kali, ban ke saba, bage vafa me rahe na rahe ham jab ham na hoge tab hamari khak pe tum rukoge chalte chalte ashko se bhigi chadani me ik sada si sunoge chalte chalte vahi pe kahi, vahi pe kahi ham tumse milenge ban ke kali, ban ke saba, bage vafa me rahe na rahe ham, mahaka karenge ban ke kali, ban ke saba, bage vafa me rahe na rahe ham
Song details
- Singer: Lata Mangeshkar
- Singer: Suman Kalyanpur
- Singer: Mohammed Rafi
- Film / album: Mamta (1966)
- Composer: Roshan
- Lyricist: Majrooh Sultanpuri
- Actor: Ashok Kumar
- Actor: Dharmendra
- Actor: Suchitra Sen
- Actor: Kalpana Chakraborty
- Actor: Phari Sanyal
- Actor: Pratima Devi
- Actor: Bipin Gupta
- Actor: Asit Sen
- Actor: David
- Actor: Chhaya Devi
Song video
singer: Lata Mangeshkar, Suman Kalyanpur, Mohammed Rafi
actor: Dharmendra, Ashok Kumar, Suchitra Sen