Roman script

rahti nahi hamesha ye chand ki jawani

ji bhar ke aish kar le, ji bhar ke aish kar le

jab tak hai zindgani, jab tak hai zindgani

gujre jo mastiyo me achhi wahi ghadi hai 

darna agar tu sabse pichhe tere khadi hai

jab tak chale ye chala le sans ki kahani

ji bhar ke aish kar le, ji bhar ke aish kar le

jab tak hai zindgani, jab tak hai zindgani

lifahz hai sunhara rangin hai ye dhokha

mat chhod  zindagi ka koi hasin mauka

aayega sath phir na bahta hua ye pani

ji bhar ke aish kar le, ji bhar ke aish kar le

jab tak hai zindgani jab tak hai zindgani

rahti nahi hamesha ye chand ki jawani

ji bhar ke aish kar le, ji bhar ke aish kar le

jab tak hai zindgani jab tak hai zindgani

Explore this song