Roman script

rah na sakoge hum bin sajan pachtaoge

rah na sakoge hum bin sajan pachtaoge

ek na ek din hamko manane aaoge

ek na ek din hamko manane aaoge

yaad karoge rah rah ke wo pichli bate

yaad karoge rah rah ke wo pichli bate

tumko bhi tadpayengi bairan ye rate

tumko bhi tadpayengi bairan ye rate

hum jo jage jalim hum jo jage 

tum bhi na sone paoge

ek na ek din hamko manane aaoge

rah na sakoge hum bin sajan pachtaoge

humko satake bedardi tumko kya mil gaya

humko satake bedardi tumko kya mil gaya

kaise nirmohi pe hamara dil aa gaya

kaise nirmohi pe hamara dil aa gaya

hame rula kar jalim 

ha hame rula kar jalim 

tum bhi na hasne paoge

ek na ek din hamko manane aaoge

rah na sakoge hum bin sajan pachtaoge

tumko bhi tadpaye tumhara tadpana

tumko bhi tadpaye tumhara tadpana

sama jale to kyu kar bachega parwana

sama jale to kyu kar bachega parwana

khud bhi jaloge jalim

khud bhi jaloge jalim jo hamko jalaoge

ek na ek din hamko manane aaoge

rah na sakoge hum bin sajan pachtaoge

Explore this song