Roman script

are rafta rafta dekho aankh meri ladi hai 

aankh jisse ladi hai wo paas mere khadi hai 
mujhje jaanti hai jab se hi ye marti hai tab se 
mai ise chori chhipe chahta hu tab se 
dil me ye mere bas gayi
are rafta rafta dekho aankh meri ladi hai 
are rafta rafta dekho aankh meri ladi hai
aankh jisse ladi hai wo paas mere khadi hai   
mujhe pyar sikhaya kisne
mujhe pyar sikhaya kisne 
mujhe pyar sikha ke deewana banaya kisne 

ye pyar ka kamaal hai sharaab ka surur nahi 
hona tha jo ho gaya kisi ka bhi kusur nahi 
saanso me mere bas gayi 
pahle sharart kisne ki are pahle shararat kisne ki 
are pahle sharaart karke mohabbat kisne ki 
isko pasand mai ye mujhko pasand hai 
dil se mila hai dil baat yaha band hai 
baat bhi hai ye asli 
are rafta rafta dekho aankh meri ladi hai 
aankh jisse ladi hai wo paas mere khadi hai 
are rafta rafta dekho aankh meri ladi hai 
aankh jisse ladi hai wo paas mere khadi hai 
paas mere khadi hai, paas mere khadi hai

Song details

Song video

Watch on YouTube