Roman script

khushkhabri aisi mili hai uchhalne lage hum hawaa mei

poori huyi dil ki tamanna bada hi asar tha dua mei 

ban than ke baal bana ke joota polish karwa ke

naachenge hum ta ta thaiya

sajan radio bajaiyo bajaiyo bajaiyo zara

sajan radio bajai ke sabhi ko nachaiyo zara

o mere dil ka khoya sa tukda

lautega ek din kabhi iska mujhe tha yakeen

iska mujhe tha yakeen jaana sadqe mei chahe 

lag jaye isko sari umar bhi meri

hoga mujhe gham nahi hoga mujhe gham nahi

afsar ke jaisa aintha

motor gaadi mei baitha aayega mera sipaiya

sajan radio bajaiyo bajaiyo bajaiyo zara

sajan radio bajai ke sabhi ko nachaiyo zara

sajan radio bajaiyo bajaiyo bajaiyo zara

o kaaka o mausi

o cycle wale bhaiya ban than ke baal bana ke

joota polish karwa ke naachenge hum ta tathaiya

sajan radio bajaiyo bajaiyo bajaiyo zara

sajan radio bajai ke sabhi ko nachaiyo zara

sajan radio bajaiyo bajaiyo bajaiyo zara

Explore this song