Roman script

jindgi mein koi kabhi aaye na rabba 
jindgi mein koi kabhi aaye na rabba
jindgi mein koi kabhi aaye na rabba
aaye to koi fir jaye na rabba 
dene ho agar mujhe baad me aansu 
to pahle koi hasaye na rabba
jindgi mein koi kabhi aaye na rabba 
aaye to koi fir jaye na rabba 
dene ho agar mujhe baad me aansu 
to pahle koi hasaye na rabba
to pahle koi hasaye na rabba
jate jate koi bhigi khushiyo ko de gaya 
suni suni ankhiyo gamo de gaya 
aash jo lagayi hai aankh bhar aayi hai 
aash jo lagayi hai aankh bhar aayi hai 
itna bhi koi sataye na rabba 
jindgi mein koi kabhi aaye na rabba 
aaye to koi fir jaye na rabba 
dene ho agar mujhe baad me aansu 
to pahle koi hasaye na rabba
to pahle koi hasaye na rabba
dil lene wale tere jor nahi chalta 
pyar ka silta kahi yaar nahi chalta 
yaad teri aayi hai tu harjayi hai 
yaad teri aayi hai tu harjayi hai 
itna bhi koi yaad aaye na rabba 
jindgi mein koi kabhi aaye na rabba 
aaye to koi fir jaye na rabba 
dene ho agar mujhe baad me aansu 
to pahle koi hasaye na rabba
to pahle koi hasaye na rabba

Song details