Roman script

jindgi me koi kabhi aaye na rabba 

aaye to koi fir jaye na rabba 

dene ho agar mujhe baad me aansu 

to pahle koi hasaye na rabba

jindgi me koi kabhi aaye na rabba 

aaye to koi fir jaye na rabba 

dene ho agar mujhe baad me aansu 

to pahle koi hasaye na rabba

to pahle koi hasaye na rabba

dil ke jo arman the dil me hi rah gaye 

ashiki jo ki hum ashko me beh gaye 

dil ke jo arman the dil me hi rah gaye 

ashiki jo ki hum ashko me beh gaye 

gam ka fasana hai dard ye purana hai 

gam ka fasana hai dard ye purana hai 

itna bhi koi yaad aaye na rabba 

jindgi me koi kabhi aaye na rabba 

aaye to koi fir jaye na rabba 

dene ho agar mujhe baad me aansu 

to pahle koi hasaye na rabba

to pahle koi hasaye na rabba

yahi sochta hu kaise usko bulaunga 

na wo kabhi aayegi na usse bhul paunga 

yahi sochta hu kaise usko bulaunga 

na wo kabhi aayegi na usse bhul paunga

jine ka thikana hai na marne ka bahana hai 

jine ka thikana hai na marne ka bahana hai 

itna bhi koi yaad aaye na rabba 

jindgi me koi kabhi aaye na rabba 

aaye to koi fir jaye na rabba 

dene ho gar mujhe baad me aansu 

to pahle koi hasaye na rabba

to pahle koi hasaye na rabba

to pahle koi hasaye na rabba

Explore this song