Roman script

rabba jawani aa gayi

patli kamar balkha gayi

rabba jawani aa gayi

patli kamar balkha gayi

pyasa sama hain, dil bhi jawa hain

masti nazar mein chha gayi

pyasa sama hain, dil bhi jawa hain

masti nazar mein chha gayi

rabba jawani aa gayi

patli kamar balkha gayi

pyasa sama hain, dil bhi jawa hain

masti nazar mein chha gayi

pyasa sama hain, dil bhi jawa hain

masti nazar mein chha gayi

sabki nazar mein, sharab ka nasha hain

sabki nazar mein, sharab ka nasha hain

meri nigahon mein shabab ka nasha hain

o jaane jaana koi bachana

aayi kahan main aa gayi

o jaane jaana koi bachana

aayi kahan main aa gayi

aa na deewane, mere paas nahin aana

aa na deewane, mere paas nahin aana

chalte badan ko, tu hath na lagana

jaao meri jaa aise chhuo na

meri nazar sharma gayi

jaao meri jaa aise chhuo na

meri nazar sharma gayi

main jo machal ke, tarana koi gaau

main jo machal ke, tarana koi gaau

kisi ke dil ko nishana main banau

tauba ye kyaa hain, meri ada hain

sabki nazar ko bhaa gayi

tauba ye kyaa hain, meri ada hain

sabki nazar ko bhaa gayi

rabba jawani aa gayi

patli kamar balkha gayi

pyasa sama hain, dil bhi jawa hain

masti nazar mein chha gayi

pyasa sama hain, dil bhi jawa hain

masti nazar mein chha gayi

Explore this song