Roman script

kab se balam tujhse kahein, teri gharwali

kab se balam tujhse kahein, teri gharwali

manga de mujhe chudiyan jaipur wali

manga de mujhe chudiyan jaipur wali

kab se balam tujhse kahein, teri gharwali

manga de mujhe chudiyan jaipur wali

manga de mujhe chudiyan jaipur wali

jaana ambala to baala le aana

jaana ambala to to

jaana ambala to baala le aana

baale mein ghungharu ki ladi lagwana

manga de mujhe baaliya dilli wali

manga de mujhe baaliya dilli wali

manga de mujhe chudiyan jaipur wali

jaana banaras to saadi le aana

jaana banaras to

jaana banaras to saadi le aana

saadi mein salma sitara jadwana

manga de mujhe choliya lucknow wali

manga de mujhe choliya lucknow wali

manga de mujhe chudiyan jaipur wali

jaana jhansi to jhulni le aana

jaana jhansi to

jaana jhansi to jhulni le aana

jhulni mein heere ka nag jadwana

manga de mujhse payaliya patne wali

manga de mujhse payaliya patne wali

kab se balam tujhse kahein, teri gharwali

kab se balam tujhse kahein, teri gharwali

manga de mujhe chudiyan jaipur wali

manga de mujhe chudiyan jaipur wali

Explore this song