Roman script

rabba jawani aa gayi

patli kamar balkha gayi

rabba jawani aa gayi

patli kamar balkha gayi

pyasa sama hai, dil bhi jawa hai

masti nazar mein chha gayi

pyasa sama hai, dil bhi jawa hai

masti nazar mein chha gayi

rabba jawani aa gayi

patli kamar balkha gayi

pyasa sama hai, dil bhi jawa hai

masti nazar mein chha gayi

pyasa sama hai, dil bhi jawa hai

masti nazar mein chha gayi

sabki nazar mein, sharab ka nasha hai

sabki nazar mein, sharab ka nasha hai

meri nigaho mein shabab ka nasha hai

o jaane jaana koi bachana

aayi kaha main aa gayi

o jaane jaana koi bachana

aayi kahan main aa gayi

aa na deewane, mere paas nahi aana

aa na deewane, mere paas nahi aana

chalte badan ko, tu hath na lagana

jaao meri jaa aise chhuo na

meri nazar sharma gayi

jaao meri jaa aise chhuo na

meri nazar sharma gayi

main jo machal ke, tarana koi gaau

main jo machal ke, tarana koi gaau

kisi ke dil ko nishana main banau

tauba ye kyaa hai, meri ada hai

sabki nazar ko bhaa gayi

tauba ye kyaa hai, meri ada hai

sabki nazar ko bhaa gayi

rabba jawani aa gayi

patli kamar balkha gayi

pyasa sama hain, dil bhi jawa hai

masti nazar mein chha gayi

pyasa sama hain, dil bhi jawa hai

masti nazar mein chha gayi

Explore this song