Roman script

zindagi me kabhi koi aaye na rabba 

aaye to kabhi phir  jaye na rabba 

dene ho agar mujhe baad me aasu 

to pehle koi hasaye na rabba 

zindagi me kabhi koi aaye na rabba 

aaye to kabhi phir  jaye na rabba 

dene ho agar mujhe baad me aasu 

to pehle koi hasaye na rabba 

to pehle koi hasaye na rabba 

jaate jaate koi meri khushyo ko le gaya 

suni suni aankhyo ko gham koi de gaya 

jaate jaate koi meri khushyo ko le gaya 

suni suni aankhyo ko gham koi de gaya 

aas jo lagai hai aankh bhar aai hai 

aas jo lagai hai aankh bhar aai hai 

itna bhi koi sataye na rabba 

zindagi me kabhi koi aaye na rabba 

aaye to kabhi phir  jaye na rabba 

dene ho agar mujhe baad me aasu 

to pehle koi hasaye na rabba 

to pehle koi hasaye na rabba 

dil lene wale pe zor nahi chalta 

pyar ka ye sikka kahi aur nahi chalta 

dil lene wale pe zor nahi chalta 

pyar ka ye sikka kahi aur nahi chalta 

yaad teri aai hai tu harjaai hai 

yaad teri aai hai tu harjaai hai 

itna bhi koi tadpaye na rabba 

zindagi me kabhi koi aaye na rabba 

aaye to kabhi phir  jaye na rabba 

dene ho agar mujhe baad me aasu 

to pehle koi hasaye na rabba 

to pehle koi hasaye na rabba

Explore this song